Funny CID Jokes in Hindi

Funny CID Jokes collection
Read these CID Jokes, CID PJ's Jokes
and funny CID shayari
Har kisi pe aitbar karna chod do
Wah Wah
Har kisi pe aitbar karna chod do
ACP says: Daya Darwaza tod do!


Bhigoge agar barish mein
to jhukam or khansi hi hogi
Jara gor farmayega
Bhigoge agar barish mein
to jhukam or khansi hi hogi
ACP says: 2-2 murder kiye
hain tumhe to fansi hi hogi!

Tumhari patni ka bhai
lagta tumhara saala hai
Wah Wah
Tumhari patni ka
bhai lagta tumhara sala hai
Daya says: Abhijeet mujhe
to lagta jaroor daal mein kuch kala hai!

Pyar mein kisi ko dhoka na dena
Arz kiya hai
Pyar mein kisi ko dhoka na dena
Abhijeet says: Daya kidnapers
ko bhagne ka moka na dena

Manga rab se har pal
mene tera hi sath hai
Jara dhyan dena
Manga rab se har pal mene tera hi sath hai
ACP says: Abhijeet pata
lagao is khoon mein kiska hath hai.

No comments :

Post a Comment